Wednesday, December 30, 2009

August 2009 English Akhand Gyan






5 comments:

  1. I am very happy to read this e-book online!I use to wonder how to reach it and lo!Maharaj ji made it possible!

    ReplyDelete
  2. 15 AUG I947 KO HUM AZAD HO GAYE HAMARE DESH KE VEER KRANTIKARIYO KE JAJBE AUR UNKI SHADAT RANG LAYI THI;BHAGAT SINGH,SUBHASH CHANDRA BOSH ;AUR NA JANE KITNE VEER BHARAT MAA KE SAPUTO NE BALIDAN DIYA ;
    PAR UNKE JANE KE BAAD HUMNE KYA KIYA SIRF AZADI PAYI AUR KYA KIYA;BHAGAT SINGH JO KI ITNE KAM UMR ME HI BALIDAN AUR TYAG KI VYATHA KO JHEL KAR HAMRE LIYE JAAN DI,KYU KYU KABHI HUMNE PUCHA KHUD SE NAHI ,ISLIYE KYU AAJ KE INSAN KE PASS WAQT NAHI,SUBHASH CHANDRA BOSH JI JO KI APNI BHARAT MATA KO APNI JAAN PAR KHEL KAR,PAR AAJ US SHADAT KO HUM JANNA NAHI CHATE,
    DOSTO,HUM APNI ANTARATMA KI AWAZ SE ANJAN HAI,
    KYUKIParamahansa Yogananda - “People are so skillful in their ignorance!”
    AAJ YAHI HAAL SAMAJ KE HAR WARG KA HAI.HUM KYU NAHI ANDAR SE AZAD HO PAA RAHE HAI.KYU ASHANTI KI GULAMI RUPI DASTA ME ZAKDE JA RAHE HAI;AKHIR KAB DRUPADI KO BACHANE WALA HUME BACHANE AAYEGA
    KABHI SOCHA HAI
    NAHI HUM ITNA JANTE HAI KI AGAR HUM PAISE NAHI KAMAYENGE TO GHAR NAHI CHALEGA;JIMMEDARIYA KUN PURI KAREGA;OFFICE LATE JAUNGA TO NA JANE KYA HO JAYEGA,MAGAR HUM YE KYU NAHI JANTE KI JISNE SARVE BHAWANTU SUKHINA KA SARVE SANTU NIRAMAYA KA AASHIRWAD DIYA HAI JAB VO MIL JAYE TO SARI TENSION KHATAM,
    MAGAR NADAN ANZAN,JAN KE GALTI KARE TO BHI ANJAN;
    MERE BHAIYO HUM BAHUT BURE HAI MAGAR ITNA BHI NAHI KI VO PALANHAR HUME APNAYE NA;VO TO HAMARE BHAV KA BHUKHA HAI;
    DOSTO BRAHAM GYAN KO APNAKAR EK AISI BANSI BAJAO KI ITNA HI HO VISWA ME KI""""
    """"PAER DHARA PAR RAHE
    LALAK HO AASMAN CHUNE KI
    SUKH SAMRIDHI HO APNI
    AURO KO DENE KI
    RAG RAG ME SWABHIMAN
    NIJ DESH MAN ABHILASHA
    SAMAY SHILA KI SWARN KIRNO SE
    LIKHO TUM PREM KI BHASHA
    PREM KI BHASHA""""""""""""
    TABHI HUM SACHE RUP SE AZAD AUR AZADI KE MAYNE KO SAMAJ PAYENGE;
    KYUKI BRAHAM GYAN KE BAAD HI HUM VASUDEV KUTUMBHKAM KI PARIBHASHA KO SAMAJ PAYENGE;TABHI MANUSHYATA SIDH HOGI'
    JAIASRVSHRI ASHUTOSHMAHAARJJIKI
    JAI HO
    ASHUTOSH SINGH
    ASHU.SINGH333@GMAIL.COM

    ReplyDelete
  3. i love these mag

    ReplyDelete
  4. thanks so much GGGGGGG for start it ,, now we read akhand gyan very easily,,,,,,,,,,,,,,,,

    ReplyDelete
  5. Though thank you as a word is too small which cannot convey my regards and gratitudes for you, as i feel words cannot describe it completely, but still ....

    Thank you maharajji for bringing the e version of akhand gyan

    Thank you mere prabhuji :)

    ReplyDelete